Thursday, June 1, 2017

Paid apps ko free me kase download karte hai


Paid Apps Ko Free Me Kase Download Kare
Paid Apps Ko Free Download Kase Kare
whatsapp Guys
to dosto aaj hum log baaat karne wale hai playstore ke Pase Wale Apps ki yani premium apps to kya aap log taiyar hai!


lekin pahele hum paid apps ki basic jan lete hai jisse hamare new friends ko pata chal jaaye ki Paid Apps Kya Hote Hai?




Paid Apps Kya Hote Hai? What Is Paid Apps #Hindi/Urdu




Aap logo ke paas android mobile hai Or Uske andr playstore hai jb aap Playstore Open karte hai to apne dekha hoga ki kutch apps pase me hote hai unhi ko paid apps kahete hai! to dosto aap samjh gaye honge ki Paid Apps Kise Kahete Hai?



kabhi kabhi hame koi apk ya phir game ki jarurat hoti hai jab hum usse download karne ke liye playstore Open karte hai  to hame pata chalta hai ki vo pase me hai to aise samay me hamara dimaq khrab hota hai to aaj me apko isike ke bare me bataunga ki Playtore Ke Paid Apps Ko Free Me Kase Download Karte Hai!




Jo playstore ke paid apps hai vo kutch to jyada mahenge hote hai to kutch saste hai lekin me apko saare playstore ke paid apps ko free me download karna sikhaunga






1. Paid Apps Ko Free Download Kase Kare? How To Download Paid Apps In Android #Hindi/Urdu

 


1# Pahele hume ek Apk ki jarurat padegi naam hai appvn dosto ye apk ko zapanio wagera ne banaya hai ye apk ko download kr lijiye.

Is App se playstore ke paid apps ko free me to download kiya Ja Sakta Hai sath-hi-sath Isme aapko bahut saare khaas apps bhi mil jaayenge jo aapke Liye bahut useful honge downlod karne ke liye
(click here)



  • ab aap apk ko open kijiye
  • fir setting me jaiye or language ko english kar dijye
  • ab aapko login  ka ek optin dikhega usper click kijie
  • waha pr sign up kariye apni id bana lijiye
  • ab aap playstore me jaiye jo apk paid app ya game chahiye usper click kijiye
  • ab playstore ko niche kariye aapko share ka option dikhega
  • usper click kijiye
  • ab aapke pas bahut saare option aaenge
  • lekin aap sirf appvn pr tap kariye
  • phir appvn open hoga
  • ab apko download ka option dikhega usper click kijiye
  • ab aapka download chaalu ho gaya hai



2. Paid Apps Free Me Kaise Download Kare. How To Download Playstore Apps For Free #Hindi/Urdu



2# Is method me bhi aapko ek apk ki jarurat hogi download karne ke liye (click here) 



Dosto Is Apk Me Khaad Baat Ye Hai Ki Ye Bahut hi Simple hai iska naam hai Blackmart or isse aap Aasani Se Paid Apps Ko Free Me Download Kar Sakte Hai!




  • is apk ko open kijiye
  • phir aapko search baar dikhega
  • usper jaiye
  • aapko jo bhi paid app ya game download karna hai usko search kijiye
  • ab aapke paas bahut saari chije aaengi lekin aap usi pr tap kijiye jo aapko chahiye
  • ab apke paas download ka option aa jaaega phir aap usper tap karke apna paid app ya game download kar lijiye
  • To dekha aapne Ye apk chalana bahut hi aasan tha


Jaise hum Playstore me Search karke Download Kartehai usi tarah isme bhi karna hai lekin farak kya hai ki Playstore Pase Mangata Hai ekin ye direct Paid Apps ko download kar deta hai•°•°






3. Paid Apps Ko Kisi Site Se Kase Download Kare. How To Download Paid Apps  Someones Site #Hindi/Urdu



Sochiye Agr aapko koi app blackmart or appvn pr nhi mila to aap Kya Karenge?


ab aati hai site ki baari😊 sites ke baare 
me batane se pahele me apko kutch Basic Bataunga taaki aap samjh sake ki Aesa Kase Hota Hai? Our Aesa Kyu Hota Hai?


playstore pr jo paid apps hai kya aapko lagta hai use kisi ne pase Dekar Download Kiya Hoga



upcorse aesa to pakka hua hi hoga our jisne pase dekar paid app ko download kiya hoga agr vo apps ko kisiko share kare to kya use pase dene ki jarurt hai____nhi to dosto aese bahut saare log hai jo playstore ke paid Apps ya games ko pase se khrid kar dusro ko free me dete hai



Agr aap soch rahe hai ki Vo Log Hame Paid Apps Ya Games Dete Hai to me Apko bata Du Sites Se! ab to aap samjh Gaye honge ki vo log paid apps ko free Me Kase Dete Hai Agr aap nhi samje to me simply Batata Hu!




samjh lijiye mane playstore pr paid apps ko Pase Dekar download kiya phir mane use apni website pe upload kiya to aap log to use free me download kar sakte hai!



Yaha tak to aap samjh Gaye ki paid Apps ya games ko sites se Kase lete hai! lekin vo log itne mahenge app ko free me dete hai to isme unka kya fayda?



ab hum baat karenge ki un logo ko isme fayda kya hota hai? dosto vo log apni website pr add lagate hai bas humko add click karna hai jisse ki kutch pase unko mil jaaye our hamara paid app bhi download ho jaaye isiliye aap jab paid apps ko site se download kare to dhyan rakhe ki Aapka adblocker disable ho nhi to aap vo website nhi chala payenge!



abi tak hamne jo jana use me short me batata hu-- kutch log hote hai jo playstore ke paids apps ko pase dekar download karte hai our apni website pr upload karte hai taaki ham use free me download kar sake lekin vo apni website pr adds lagate hai taaki unka bhi kutch fayda ho isiliye hum jab bhi kisi site pr jaaye to apna ad blocker disable kar dena chahiye



to dosto aap log samj gaye honge ki site se paid apps kase download karte hai our aesa kase hota hai



Agr aap soch rahe hai ki paid apps download karne ke liye konsi best site hai To Me Aapko Bolunga Ki Apna Google open Kijiye Ab Aapko Jo Paid Apps Ya Games Chahiye Uska Naam Likh Dijiye Ab Aap Usko Free Me Download Kar Sakte Hai Aesa Mane Isliye Kaha Kyuki Paid Apps Ko Download Karne Ke Liye Bahut Saari Sites Hai!




last words

dosto vaise to paid apps ko download karne ke bahut saare methods hai pr mane aapko kutch jaruri methods bata diye hai lekin playstore ke paid apps ko download karne ke liye bahut saare apps hai jaise:- {aptoid, monogeni,aptoid,acmarket etc.} 

lekin agr aapko simply paid apps ko download karna hai to me aapko suggest karunga ki aap blackmart ka istemal kare
vo aapko simply download karke dega sabkuch•°•°

to dosto aaj aapne jana paid apps ko free me kaise download karte hai agr aapko kisi bhi process me mushkil aaye to comment kijiye hame aapki madad karne me khushi hogi and ho sake to please hamari site ko share kariye jisse hamra bhi kutch fayda ho|


No comments:

Post a Comment